Google par Gmail account kaise banate hai
Google par Gmail account kaise banate hai
Hello friends
Aaj hum aapko batane bale hai email id kaise banate hai or hme email id Google par hi keun banana hai hum aapko email id Google par isliye banane ko kah rhe hai keun ki agar aap google par email id banate hai to Google to Google ki bahut shi service hai or yah email id sbhi par use kar sakte hai email ek electronic mail hota haiHum jo id banate hai wo unique hota hai pure world me aapke jise same email id dusri nahi ho sakti email id ko hum data ya documentsor msg send karne ke liye use karte hai agar aap kahi par online registration karte hai tab bhi aapki email id hona bahut jaroori hai
Gmail Google ki ek service hai isliye isko google account bhi kahte hai gmail id ko banana bahut simple hai bs aap mujhe follow karte chalen fir bhi koi problem aati hai to aap comment me pata kar sakte hai mai aapki help jaroor karunga to ab start karte hai
Sabse pahle aapko gmail.com website open karni hai gmail.com site open karne par nichey dikhay gaye screenshot ki tarah open hogi
Create account par clack karen create account par clack karne ke baad ek new menu open hogi is menu me apni puri jankari bhareni hai
Name:- name me apna first name dalen aur dusre me apna last name dalen
Choose your username:- me aapko vo name dalna hai jis name ki aap email id chahte hai our agar kisi is name ki email id pahle se bana rakhi hai to aapko koi our name dalna hai jis name se pahle se kisi ne email id na banai ho
Create password:- me apne account ke liye koi password dalen password kam se kam 8 character ka hona chahiye
Confirm password:- bahi password dubara dalen jo upar dala hai
Birthday:- me apni date of birth dalen
Gender:- me male and female select karen
Mobile no. :-me apna mobile no. Dalen jo is time aapke pass ho
Your Current email address: Agar aapke pass purana email id ho to yaha dale.
Type the text: (Captcha code)image me digit diye hai wo dale.
Terms and condition ko accept karke next step pe click kare.
Fir aapke samne is type ki menu open hogi isme aapke liye koi bhi mobile no. Enter karna hai or continue par click karna hai uske baad
Aapke samne ek or new menu open hogi js menu men aapse verify code pucha jayega usme aapko code enter karna hai bah code aapne jo no. Enter kiya tha us phone mein msg aaya hoga us msg ko open karke code dekh kar us code ko is menu me enter karna hai and continue par fir se click karna hai or fir aapka gmail account aapke samne ban kar teyar hai
Agar is post se related kisi bhi tarah ka koi bhi sawal hai to aap comment box mein comment karke puch sakte hai ya hamare whatsapp no. Par contect kar sakte hai mujhe ummid hai aapke yah post pasand aai hogi agar aapko yah post pasand aai hai to plzzz iske liye like and share and hamare blog ke liye subscribe karna na bholey
Thnxxxxxx...............
Sponsored ads.
No comments